0

Chand aasmano se Lyric - Alone 2015

Posted by Unknown on 10.14

Chand Aasmano Se Lapata Lyrics from Hindi movie Alone: A soft romantic love song composed by Jeet Gannguli, sung by Bhaven Dhanak and written by Sandeep Nath. Singer: Bhaven Dhanak Music: Jeet Gannguli Lyrics: Sandeep Nath Cast: Karan Singh Grover, Bipasha Basu Music Label: T-Series Chand Aasmano Se Laapata Lyrics Chand aasmano se laapata ho gaya Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya Main khush-kismat hoon bakhuda iss tarah Ho jaaye poori ik duaa jis tarah Tere bin meri jaana kabhi Ik pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya Chaand aasmano se lapata ho gaya Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya Maine tujhe tohfe mein ye dil diya Tune mujhe badle mein ye jahaan diya Main hi jaanu, tu hi jaane jo hai darmiyaan Tujh se hai meri jaana ghar ye aashiyaan.. Tere bin meri jaana kabhi Ik pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya Chand aasmano se lapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya Tune mere raaston ko manzil kiya Tujhe paake zindagi ko haasil kiya Tere liye hai ye saansein, tay kar liya Tu hai toh hai ye kahaani, mere saathiya Tere bin meri jaana kabhi Ik pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya Chand aasmano se lapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya

Copyright © 2009 Im Moslem How With You ? All rights reserved. Theme by Laptop Geek. | Bloggerized by FalconHive.